Mashallah mashallah... Woho oh wohooo.
Mashallah mashallah, chehra hai mashallah
Naino pe naino ka pehraa hai mashallah
Tujhko churaya hai paaya hai ye jahaan
Mashallah mashallah, chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka gehra hai mashallah
Tujhko churaya hai paaya hai ye jahaan
Yo habibi mashallah antashakala ajimunah
Yo habibi mashallah yashok ani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzarbat ganini
Padmanini padmanini padmanini taaliho
Jalta hai jal jaaye, jalta hai jal jaaye
Pighal jaaye zamana
Main tujhse tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dil daariyaan sun jaaniyan
Milengi naa mujhe inaah
Mashallah mashallah, Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka pehraa hai mashallah
Tujhko churaya hai paaya hai ye jahaan
Mashallah mashallah
Sholon mein sharara hai
Arey sholon mein sharara hai
Taaron mein sitaraa
Kudrat me fursat se banaya mera yaara
Teri chaahate meri raahate
Hai ibaadate hai tu mila, Mili mujhe khudaayi
Mashallah mashallah woho oh wohooo.
Mashallah mashallah, Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka pehraa hai mashallah
Tujhko churaya hai paaya hai ye jahaan
Yo habibi mashallah antashakala ajimunah
Yo habibi mashallah yashok ani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzarbat ganini
Padmanini padmanini padmanini taaliho
Disclaimer: The Songs provided in this site are intended to promote music and help growth of Indian music industry. Reloadlife may, from time to time, monitor or review postings, transmissions and the like on the Site, Reloadlife is under no obligation to do so and assumes no responsibility or liability arising from the posted content on website. Every song posted here is uploaded by other users and free.